This topic if for those ML bind Stans who thought that their ML is god nd sahiba is a bloody criminal
Bohot ho gaya why bashing sahiba so much yes usne jhoot bola sirf jhoot bola fraud nahi kiya jab maa k fraud ka pata chala to sabke saamne expose kiya or maafi maangi kya ye sab kaafi nahi
Phir kuch ML blind Stans sahiba ko aise kyun bash kar rahey jaise usne murder Kiya ho kisika arey fraud kartey h to fine dekar police bhi chod deti h but these blind Stans behaving like total hypocrite
Agar sahiba itni hi badi criminal h to angad bhi ab us criminal ka pati hoga 🤣🤣 tab kya karogey ro lo jitna rona h but sach yehi h ki angad usi fraud criminal nd hypocrite ka pati hoga same category mein hoga or sahiba ne sirf apni maa ki baat maani jabki vo farud nahi jaanti thi tab to sahiba ko sabne pata nahi kya kya sunaya lekin angad to sara fraud Jaan gaya phir bhi vo in criminals se rishta bana raha h to angad ko kya bologey.
Mere liye sahiba nd angad both are leads or mujhko dono ki story nd romance dekhna h
But kuch log h jinke din ki shuruwaat sahiba ko gaaliya dekar karni hoti h or raat ko usko criminal bolkar Sona hota h so this thread is for those blind hypocritesjo roz sahiba ko neecha dikhane ka bahana dhoondhtey h
Agar sahiba angad k aagey saas bhi le to inko pareshani hoti h kyun kyunki those blind Stans chahtey h sahiba chup chaap ek 60s ki movie ki heroine banke sabka atyachaar sahey or roye kyunki vo FL h
Bohot ghatiyaa soch k h kuch ML Stans👎👎👎👎👎
Ya phir they are jealous of sahiba ki angad ka pyar sahiba ko milega unko nahi to ab jalan ki or gussey ki aag mein or jalney ko ready ho jaao 🤣🤣🤣. Kyunki ab ye roz dekhne ko milega sahiba tumhare ML ko roz attitude bhi dikhayegi or wahi ML uske pyar mein bhi padega uske peechey peechey bhaagega
Jitna rona h ro lo or gussa kar lo or burnol le Lena khud k liye apne pyare angad ko sahiba k sath dekhkar roz jalogey jo🤣🤣🤣🤣...
This thread is for sahiba haters bas i am also angad sahiba fan but i want equality main nahi dekh sakti ki koi aake FL ko murder k jaise batakar dusre fans ko bhatkaye unka mind kharab karey bas