Ye majnu ki aulad ne ek baar Bhi nai puchha MBA ka Kya ,Kaisa chal Raha , class lagati ho ko NAHI?
Bas Apne romance me hi lage hua hai.
Wahi main soch rhi thi ki iski MBA ka kya hua...
Majnu ne socha hoga ki vo to hota rahega.. Main apne tym kyun kharab karun... Majnu khush hai pura.. Mza aata hai isko aise dekh kr.... Iske khud k armaan hain... MBA to shaadi k baad krwa hi dega