Originally posted by: Mehersudha
mahadev ishara bache se karega aur bacha laath marega usko. Abhi ka dimag mein mata agayi toh dil kaam nahi karta zombie ki tarah hi poora woh.
sahi mein what sort of mammas boy is he...na aav dekhta na taav...bas jo manjari kahti hai woh kar deta hai...how stupid can that be......agar ma samajhdaar hai and u do, samajh aata hai....😂
1