Shirt to aise pehnta hai jaise vidhi k naam ka mangalsutra hai😂😂..
Jabse ye morni ne kha na ki shaadi aapse hi karungi tab se pagla gya hai ye aashiq..
Soye hue armaan jaag gye iske...
🏏IPL 2026: RR vs RCB, 16th Match, BCS, Guwahati🏏
ABHEERA IN DANGER 10.4
Anupamaa 09 Apr 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Vishal Bharadwaj Under Fire On Post Against Dhurandhar
Vridang spin-off separted from Kyunki main.
Sandeep Reddy Vanga Praises Dhurandhar
Deepika Padukone Paid Less For Raaka
ModernAstro is Live — Try Your Free Kundli + 30-Day Pro Access
🏏IPL 2026: PBKS vs SRH, 17th Match, New Chandigarh🏏
Shirt to aise pehnta hai jaise vidhi k naam ka mangalsutra hai😂😂..
Jabse ye morni ne kha na ki shaadi aapse hi karungi tab se pagla gya hai ye aashiq..
Soye hue armaan jaag gye iske...
Abhi uski nibbi funk maregi aur thik ho jeyaga uska babu🤣
Mele babu ko chot lagi he laao me vahiyat wali patti laga deti🤣
Aur kya uski baby ne apne duppate se latti bandi babu ko... Is se jyada badi koi medicine nhi bani is duniya mein..
Nd agar doctor touch krega ise to apavitra ho jayega ab ye...
Kuch kar ke aaye hote dono to itne bade waale thaale se aarti utarti dono ki

Shirt to aise pehnta hai jaise vidhi k naam ka mangalsutra hai😂😂..
Jabse ye morni ne kha na ki shaadi aapse hi karungi tab se pagla gya hai ye aashiq..
Soye hue armaan jaag gye iske...
Pura ka Pura paglaa gaya he...
Bichare ko pyar hua he paheli paheli baar..😆...karne do nibbapan...
Shirt Mangalsutra 🤣gajab...haa baar baar pahen raha abb to sasural b aa gaya vahi pahenke
Originally posted by: carljung
Kuch kar ke aaye hote dono to itne bade waale thaale se aarti utarti dono ki
Tere hath dukh jate iske liye nai kie vo kuch
Originally posted by: -purnima-
🤣 Chot lagne pe hospital jaate hai Dev Saab, sasuraal Nahi ...jid tarah HP ka BP aajkal badhta hai ....Sasurjee ne ek thappad aur laga dena hai ...
p.s.-Title aapash 🤣 I read it as Ghar pravesh 🤣🤣
Jinke sasur hariya jaise hote hai wo sasuraal se hi hospital jaate hai.
Pura ka Pura paglaa gaya he...
Bichare ko pyar hua he paheli paheli baar..😆...karne do nibbapan...
Shirt Mangalsutra 🤣gajab...haa baar baar pahen raha abb to sasural b aa gaya vahi pahenke
Ab ye dikha rha hai ki dekho hariya babu main bhi gareeb ho skta hun...
Hariya bhi gajab hai yaar... Log apni beti ki shaadi ameer bande se krna chahta hai nd isko koi chapri gareeb chahiye... Ab dev wahi ban k aaya hai... Vo bhi tuta phuta... Hariya ki nazar mein perfect 😂😂
Originally posted by: carljung
Jinke sasur hariya jaise hote hai wo sasuraal se hi hospital jaate hai.
Iska pta nhi par sasur jarur jayega dubara... Iski harakatein dekh k😂😂
Abhi to pagla gya hai thoda sa... Kehta mujhe kabaad mein bech do😂😂
Are bhai kabadi bhi recycling krne k liye lete hain jo bhi lete hain.. Tujhe kaun sa kabadi khreedega 😂😂..

Haaa🤣
Kabhi coffee pe le Jata..kabhi khud hi ghum gir jata to isko jana padta...bichara hp dekha kartaa 🤣abb to biwi b uski hath se jayegi...aur sir patkega😆
Haaa🤣
Kabhi coffee pe le Jata..kabhi khud hi ghum gir jata to isko jana padta...bichara hp dekha kartaa 🤣abb to biwi b uski hath se jayegi...aur sir patkega😆
Main to kab se keh rhi hun ki hariya and damba dono ek level k pagal hain ab... Ab dono ki mental peace k liye dono ko sath lao and sath mein hidamba krne do...
Bima ko bhi loi interest nhi bacha ab hariya mein.. Vo vidhi k asli baap k pass ho legi...
Aur kya chahiye.. Sab khush