Originally posted by: magicalworld
Ye kya chal raha hai
I think amba ya vikram mein se kisi ne fasaya hai vidhi ko
Kya zamana aa gya hai paagal amba ko khula choddh rakha hai aur nibbiyo ko jail mei band kar rhe hai.
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
Originally posted by: magicalworld
Ye kya chal raha hai
I think amba ya vikram mein se kisi ne fasaya hai vidhi ko
Kya zamana aa gya hai paagal amba ko khula choddh rakha hai aur nibbiyo ko jail mei band kar rhe hai.
Originally posted by: Angel_Shweta
Shayad baal ghar mein koi kid kidnap hua hai or koi kaand hua udhar, jisme vidhi phasi hai. So dev vidhi ko himat de rha hai, woh sab theek kar dega. Yeh amba sudhregi nhi kabhi. She trapped vidhi in this. I am glad dev is there for her, he will find the culprit and get her out of there. So romance toh milne na wala next week bhi, bs angst se kam chalana padhega. đ¤
Haan bas yehi sab dekhna padega ab kuch dhang ka to dikha nahi rahe ye log
Arrey yeh makers ko akkal nahi kya ? Hamesha Vidhi ko heee museebatein kyun hote hein ? Kabhi toh usse khush dikhaya Karo.
Originally posted by: carljung
Kya zamana aa gya hai paagal amba ko khula choddh rakha hai aur nibbiyo ko jail mei band kar rhe hai.
Isse to accha hota amba ka koi kand khulta aur jaati jail
Humko bhi shaanti padti ki bala tali
Arrey yeh makers ko akkal nahi kya ? Hamesha Vidhi ko heee museebatein kyun hote hein ? Kabhi toh usse khush dikhaya Karo.
Isi liye to tro badh nhi rahi... Idiots... Aise kaise chalega yaar... Main to nhi dekhne vali ye faltu track... Bechari vidhi and bache ka kidnap... Ye kya bakwaas hai
Tfs
Shocking twist đł
Dev sir mil rahe hain Vidhi se. Jab Dev ko pata chale kee iske peeche Vikram hein tab dekhungi mein. Dev sir kaa swag, gussa- haath kandhe se alag kar dunga
Twist tab hota jab dev bhi vidhi ke saath band hota. I wanted that.
Isi liye to tro badh nhi rahi... Idiots... Aise kaise chalega yaar... Main to nhi dekhne vali ye faltu track... Bechari vidhi and bache ka kidnap... Ye kya bakwaas hai
Aisa track dikhayenge to kya trp badhegi upar se dev ka ILU bhi waste kara diya inhone uska bhi kachra kar dia in logon ne agle din se hi drama dikhake
Yeh hota toh mein phir bhi dekhti Donon ko jail ke andar saath mein ek hi handcuff se baandhe toh phir bhi dekh sakti thi, kuch moments milenge