Similarities between Amba and Hp
1. Amba paglait aur ye hp bhi pagal aadmi
2. Ek rumaal mandir ki pujarin Amba aur ek mata ka mandir ka pujari hp.
3. Diya jalane mei Amba expert as aur ye Hp to diya khud pe hi sajaa ke saaras ban jaata hai.
4. Amba bhi gale padti hai Dev ke aur ye Hp bhi lipata lipti kar leta hai ek hi umra ke hai bahaana karke.
Aaj Amba boli ki mei Dev ka hi dusra roop hu na behn tum hp ki kumbh ke mele mei bichdi pagaliya twin sister ho.