Originally posted by: Chinmayi18
Pagal Mahesh Indu ko apni wife bol raha hai fake marriage certificate bhi lekar aaya hai
Achha hi hua jo Rits ne use dho diya, isi layak hai ye 😡
Ab toh shaadi seedhe 100th episode mein hi hogi inki😆. Mummy raina ka face dekho, muh khuli ki khuli rah gayi, filmstar ke jagah pe fraud damad. Sabse bada twist toh inke saat ho gaya😆
jaise ki koi unko hi zabardasti doli mein bithake leke jaa raha hai 😆
