Originally posted by: FlyOnTheWall
Thanks Bhai 🤩🤩
Abhi unko time dete hain wo generally aisa baat nahi karte hain itna baar discussion hua hai pata nahi Aaj kya ho gaya 😆
Thanks nahi bolne ka bhai. Tum mera bhai hai.
Dekhlo time deke agar sudhar jata hai toh theek warna iska tail mai seedha kardunga bahot tail wag kar raha yeh.


4