Originally posted by: Dr.KachaBadam
Aankhen hai tumhari hairan, dil hai pareshan
Zatka to hai normal insaan
Lekin uska evil twin hai bada shaitain, haiwaan aur zulmi baimaan 😆
Normal insaan aise to na karte shayari
Kyunki yeh shayari hai from Evil's diary
Twin ho ya doppleganger
Andaz to wohi Hain like Dr shayar 😆
12