ab hum sab ka goal kia Shakti ki suhagraat karwana hai 🤣Originally posted by: Radhe101
Ye hamara shakti ho nahin shakta. He is hulk. Ye to Reyaansh ka chota sa ansh tha mouse ki tarah. Pehle Pratha ne fek diya reyaansh ko abhi Prathna ne fek diya.🤣🤣🤣. Hamara Shakti jaroor ayega cheel ban kar just like Karan Arjun aaye the aur abhi suhagraat complete karke jayega. 🤣🤣