Originally posted by: Smiley3262017
agar KV usss din Deba ke ghar gaya hai tho TT FD meee bawaal ho jayega, kyom khi usss Samay Deba ki maa Assam/Calcutta gayee hai aur behen Assam mee hai đ¤Ł
Isse shippers ko aur chara mil jayega apne theories ke liyeđ. Waise woh Mira road toh gaya tha abb ghar gaya ki nahi woh dono hi jane đ