Originally posted by: FlyOnTheWall
Jab wo koi Bollywood me kaam hi nahi kar raha to nepotism kaha se aya
Ab kisike Ghar me paida hona nepotism thode hai
Abhi agar wo debut kar raha hota bina kisi merit ke to usko bhi band utni bajata mai
Waise bhi wo bichara ladka ko sab bahut tang kiya hai
Suhana and aryan went to film schools to study acting and cinematic arts…
Even if they want to work in BW they are more than qualified to try their luck there, compared to most of the people who are working or wanting to work in BW
20