🏏IPL 2026 Match 7th CSK vs PBKS at Chennai🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
MEHERs TRAP 3.4
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
Originally posted by: FingerFetish
Woh dard hi kya jo aankhon say behjaaye,
Woh khushi hi kya jo hothon peh reh jaaye,
Kabhi toh samjho khaamoshi hamaari,
Wo baat hi kya jo asaani say alfaaz banjaaye.

Dil se teri nigaah jigar tak utar ga'ee
Dono ko ik adaa mein razaamand kar ga'ee
..
Dil kay dard ko dil todnay waaley kya jaanay,
Pyaar ki rasmon ko yeh zamaane wale kya jaanay,
Hoti hai kitni takleef qabar kay neechay,
Yeh oopar say phool chadhaneay waaley kya jaanay.
Detay hain kyun yeh dard bas hami ko...
Kya samjhengay woh in aankhon ki nami ko,
Laakhon sitaarey ho jis chand kay,
Woh kya mehsoos karengay kisi ki kami ko
Unse nazar mili IF forum ki threads mein
Dil gaya posts ki takraar mein 😆
..

Daud raha hai saath lahoo ke
pyar tera nas nas mein
na kuch tere bas mein J.....
Na kuch mere bas mein
..
..
Heard it so many times
never get tired of this.......
..
Shaan's terrific voice 🥳
