Waidehi
Serial ka trp 2.1 hai, agle hafte 2.2 yaa seeda 2.0 ho jayega
Garima ne sabko ban kiya sets par aane se
SP ne precaps dikhana bhi band kiya
Promo ka atha pata nahi
Bhavna ne Abhira ke life se romance nikhal diya
writers time pass ke liye likh raha hain
bacha kya hai 3rd gen mein
Nerohi track start karna chahiye tha
Aise lag raha hai 2 to 3 months mein kuch naya announcement hoga.
Wait and Watch.