Chavan parivar hone se Achcha Anath hi Sahi.Originally posted by: kahkashansakina
50 -50 episode good aur bad
Dil kar raha hai Aai ka gala dabadu aur bolo Tera godu sab se ziyada galat tha aai Sai par ilzaam lagana baad kar.
sai ne jab kaha mein anath hu parivar kay hota hai mein jaanti hu bohut Rona aya😭😭
Log kise treat karte hai jab koi puchne wala nahi hai uske saath aisa bartao kyun kar rahe ho.
Kay virat ko apni galti ka ehsaas hoga 😕
233