Ab woh toh writer hi jaane koya hoga ,
SP wese mujhe nahi lagta jayda story change karne dega aur shayad isbaar SSP bhi SP ki maan jaaye kiuki maine news sunni thi ki Shaadi Mubarak ke time SSP aur SP me show ko lekar kuch hogaya tha jiske chalte SSP ne show hi band kardiya tha , shayad storyline ko lekar .
Shadi mubarak SSP ka tha...?? Ye nhi pata tha.. but uss show ka jo hua tha...kya ajeeb ho gaya tha...shuru kya hua tha...aur baad mein sara concept gayab...🤣