How is this blame game gonna help? Isne ye kiya, usne wo kiya, isne aisa kiya kyunki usne vaisa kiya..
मुश्किल बहुत पड़ेगी बराबर की चोट है
आईना देखिएगा ज़रा देख-भाल के
unki zid thi ke main afsana sunaon unko
unki zid thi ke main afsana sunaon unko
main ne afsana sunaya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye
jaan kehkar jo bulaya to bura maan gaye
woh the bechain mujhe hosh mein laaney keliye
woh the bechain mujhe hosh mein laaney keliye
aur jab hosh mein aya to bura maan gaye
aaina unko dikhaya to bura maan gaye