Mujhe samjh nahi aate agar iska end wedding he ha to itna latka kyun Rahay hain trp nahi aate asa jo aane ha wohi aane ha ajeeb 😆
Short Karen sab wedding complete Karen 😆
Shaayad bhau iss week ki trp bhi dekhna chahta hoga vaise bhi mv toh bahut khush lag rahi hai. Aaj gaana bhi gaa raha tha. Akhir vaha chal kya rahi hai
Pearl ek baat bolum😂😂😂imlie ji ka bhi aarti uthar rahi hai ig meim😆😆😆😆usmeim ek world tha 😩zu ji ne bola tha woh kuch gandi meaning hai. Issliye yaha share nahi ki.