Yeh CC kahan gayab hogaya🤔??? Warna mein wahan do chaar batein share karti Kdrama k bare mein.Originally posted by: KrishnaSourav
bold main mantra
choddo iye gali karne do unhe jo chaiye hum kya fark parta
ekdam sahi baat
Aise depression dene wala episodes se acha hai mene Kdrama k aur raasta pakad liya hai.

