Originally posted by: Not_James_bond
https://youtube.com/shorts/huRUFESJPg4?feature=share 😂😂😂
Merako kyu khudko yaad dilya diya.😂😂
Hai yaar.😂😂😂
Uniform main jo pride hain .❤️❤️❤️
Yes❤️❤️
🏏IPL 2026: Royal Challengers Bengaluru vs Chennai Super Kings, M 11🏏
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
🏏 IPL 2026 Match 10th SRH vs LSG at Hyderabad 🏏
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
FAKE RASM & MUKTI SHOWN 4.4 &5.4
Happy birthday to Rashmika Mandanna
Rupaly Ganguly / Anupamaa - Happy Birthday 🎉
Originally posted by: Not_James_bond
https://youtube.com/shorts/huRUFESJPg4?feature=share 😂😂😂
Merako kyu khudko yaad dilya diya.😂😂
Hai yaar.😂😂😂
Uniform main jo pride hain .❤️❤️❤️
Yes❤️❤️
Originally posted by: Rani_Sahiba
Kya yaar cute or knowledgeable bande married kyun hote hai🙄
Waise toh apna chance nahi tha par dil ko ek sukoon milta hai😂😂
😂😂😂 Haa hamari age uska liya thodi kaam hain.😂😂😂
Mera yeh teh tha school ka dino sa ki agar khud army main gai toh civilian sa shadi karungi (someone who is as passionate about the nation as me ) and agar nahi gayi toh phir kisi army wala sa par shaadi army wala sa hi hogi.😂😂😂
Warna main shaadi hi nahi karungi.😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
😂😂😂 Haa hamari age uska liya thodi kaam hain.😂😂😂
Mera yeh teh tha school ka dino sa ki agar khud army main gai toh civilian sa shadi karungi (someone who is as passionate about the nation as me ) and agar nahi gayi toh phir kisi army wala sa par shaadi army wala sa hi hogi.😂😂😂
Warna main shaadi hi nahi karungi.😂😂😂
Yaar kafi itne handsome bande hote or sab apni aukat se bahar par dukh toh tab hota hai jab wo married hote bhale mujhe shaadi nahi karni unse par aisa nahi hona chahiye hamare sath😂😂
Originally posted by: Rani_Sahiba
Shefu and jaan kahan missing ho?
Drau tum bhi gaayab ho
Baaki sab kaha bhaag gaye😳
Episode dekha nahi hai maine abhi tak, I was out for some work. But watched precap, bahut easy hoga I guess identify karna, Balli kuch bhi nahi janta monami aur Karan ke relationship ke baare mein, apni first meeting ke baare mein hi puchh lia to hi nahi bata paega.
Originally posted by: Rani_Sahiba
Yaar kafi itne handsome bande hote or sab apni aukat se bahar par dukh toh tab hota hai jab wo married hote bhale mujhe shaadi nahi karni unse par aisa nahi hona chahiye hamare sath😂😂
Nahi hoga 😂😂😂.
Tension na le.😂😂😂😂
Kaafi contacts hain koi na koi army wala mil hi jayega.😂😂😂😂
Tera vyah toh vaisa bhi jald hi hona wala hai na.😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Nahi hoga 😂😂😂.
Tension na le.😂😂😂😂
Kaafi contacts hain koi na koi army wala mil hi jayega.😂😂😂😂
Tera vyah toh vaisa bhi jald hi hona wala hai na.😂😂😂
Saala isi baat ko toh dukh hai ki meri shaadi jaldi hone wale hai wo bhi pata nahi kisse😂😂
Merko khud nahi samajh aa raha mai kya bol rahi hoon shaadi nahi karni na kisi ki dekhni hai hote hue mai pagla gayi hoon😂😂
Merko Rikkard Ambrose jaisa husband chahiye jo agle 100 janmon tak milna mushkil hai🤦♀️
Ignore Mai jo bhi bol rahi hoon pagla gayi hoon😂😂
Yeh holika dehen to dikha rahe hai, please ab colours wali holi na dikhaye, I can't watch balli playing holi with Monu. Waha humara Karan devdas ban ke betha hoga 😂
Saw a bit of interview..She said Holi bhi khaili jayegi..uff..gayi hamare KarMi ki pehli Holi bhi..
Mujhe lag raha hai ki this scene is before Holika Dahan wala scene
Karan is getting tortured😢
Pata nahi kyun uploader ne delete kar diya..😁