π
waise acha idea hai..kuch khelenge..aur tag karte hai..jo ayega jab ayega use pick karega..kya socha hai is plan ke bare main
Alpha drops by 90% in second weekend
🏏India Tour of England 2026: 5th T20I on11th July 2026 at 7PM IST🏏
BOI blames War 2 for Alpha failure
What Happened To Aryan Khan
Dhamaal 4 Heading for 13-14 Cr Day 1
Haaniya - Alpha - Video Song
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 T3 (July 11 p1)
🏏England Women vs India Women, One-off Test @ Lord's, London🏏
Did Gautam Gambhir's decisions cost Team India the series?
π
waise acha idea hai..kuch khelenge..aur tag karte hai..jo ayega jab ayega use pick karega..kya socha hai is plan ke bare main
π
waise acha idea hai..kuch khelenge..aur tag karte hai..jo ayega jab ayega use pick karega..kya socha hai is plan ke bare main
Idea accha hainππΌπ
kaun start kar raha hain ?
Antakshari khel sakte hain. Har ek gaane ke last word se next gaana likh sakta hain... Jo koi bhi forum par apne free time main aayega woh
Tum hi shuru karo...I will give initial letter.
'Aa' for Deepu
Aahista aahista Mujhe yakeen ho gaya
Aahista aahista Yeh dil yahin kho gaya
Yun gira gira hai chand ya Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista Ho ho ho ho
Hua yeh pehli baar
Ho ho ho ho
Mujhe ho gaya hai pyaar
Next letter r
Originally posted by: ARoadLessWalked
Aahista aahista Mujhe yakeen ho gaya
Aahista aahista Yeh dil yahin kho gaya
Yun gira gira hai chand ya Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista Ho ho ho ho
Hua yeh pehli baar
Ho ho ho ho
Mujhe ho gaya hai pyaar
Next letter r
r se
rimjhim rimjhim
rumjum rumjum
bheegi bheegi rut main
tum hum hum tum..
chalte haii...
chalte hai..
'ha'
waise rimjhim se rimjhim kaki yaad aayi π€£
r se
rimjhim rimjhim
rumjum rumjum
bheegi bheegi rut main
tum hum hum tum..
chalte haii...
chalte hai..
'ha'
waise rimjhim se rimjhim kaki yaad aayi π€£
@ bold π
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
Badal rahe hain aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahane kyun na main bhi dil ka haal zara
Sawaar loon haaye sawaar loon....
'la'
Laal dupatta ud gaya re mera hawa ke jhoke se - 2Originally posted by: ARoadLessWalked
@ bold π
Hawa ke jhonke aaj mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo bhanwre aake loot gaye
Badal rahe hain aaj zindagi ki chaal zara
Issi bahane kyun na main bhi dil ka haal zara
Sawaar loon haaye sawaar loon....
'la'
Mujhko piya ne dekh liya Haye re dhokhe se ....
....*Aur yaad nhiππ*
'se'
Originally posted by: Rudhita18
Laal dupatta ud gaya re mera hawa ke jhoke se - 2
Mujhko piya ne dekh liya Haye re dhokhe se ....
....*Aur yaad nhiππ*
'se'
Se
se koi gaana hai kya..
'PASS'π
Was rewatching BB toh ek sawaal aaya dil mein,was this Batuk serious about Malika yeah phir bas flirting??π