Originally posted by: Not_James_bond
Ayesha yaar tum toh mera side raho .😥😥
Ur my Faizi after all.
Yeh kusu, Deepu, Neha mera ko Avni sa pitvane ka plan karte rehta hain.😥😥
Aaj toh Aai( mummy) na bhi kaaha ki zyaada nakhre kiya toh Avni ko kahungi tujha don chate dena.😂😂😂
Ab tu bhi inka team main gayi.
Atleast my didi is on my team.Avni ki mom Avni mujha marne aai toh Nikki didi na usi ko chata Laaga diya.😂😂😁😁
Mummy na phir didi ko data ki usna Avni ko marne ki himmat kaisa ki and I was like waah maate yeh insaaniyat mujha sink pump, chappal, jhadu,belan,kadchi sa marte waqt kaha jaati hain.😂😂😂
Yaar I want no kissiya pappiya.🥴🥴🥴🥴
Yuck 😝😝😝.
Hygiene naam ki koi cheez hoti hain .
Kissing is a transfer of too many germs.
I don't like chuma chati .😬😬😬
Faizi toh Narad Muni hai..🤪
Sab smart hai isiliy sahi team choose kar rahe hai🤪