naya hai? i thought yeh affair ka kaam inka khandaani hai🤣
🏏IPL 2026: SRH vs RR, 21st Match,Hyderabad 13 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: CSK vs KKR, 22nd Match,Chennai 14 Apr 7:30pm IST🏏
TRUTH IS OUT 14.4
The Yrkkh Gen 5 Discussions Thread
Namit Malhotra To Take Forward Brahmastra 2
Varun Will Star In Vivek Agnihotri's Operation Sindoor ?
Noyna signs off for now
naya hai? i thought yeh affair ka kaam inka khandaani hai🤣
yr kaan idhar say pakro ya udhar say ek hi baat hai...🤣
arti anuj utare ya anu... utarna to dono ko haina.🤣
kiya farq parta hai k pehle kaun utaar raha hai🤣
nahi reee… rasam mein aarthi toh hamesha ladki ki hi utari gati hai🤣🤣
Originally posted by: Miniwatch
Oh!.. hmmm.. i didn't think there would be so much demand for that.. infact i would prefer ki factory me se main item ka manufacture hi nahi ho, taaki tension free grihpravesh ho.🤣
abhi bhi time hai. inlogo ko practiec karleni chahyiye. bina practice k maidan mein utar rahe hain. production kharab na hojae. 🤣
ya phir end time par machine band par gayi toh?🤣
Originally posted by: arya212002
nahi reee… rasam mein aarthi toh hamesha ladki ki hi utari gati hai🤣🤣
achaaaaa. yeh wala nahi pata tha.
chalo acha hai . yaha say liya gaya gyaan zindagi mein kaam ayega kahi na kahi🤣🤣
Baa ko aadat hai bhashan ki so she can tolerate for an hr.one hr😕😕
achaaaaa. yeh wala nahi pata tha.
chalo acha hai . yaha say liya gaya gyaan zindagi mein kaam ayega kahi na kahi🤣🤣
Siddhanthik gyaan bahut kaam aayega aapke prayogik anubhav ko aur aamodhajanak banane mein 🤣🤣🤣
Originally posted by: arya212002
Siddhanthik gyaan bahut kaam aayega aapke prayogik anubhav ko aur aamodhajanak banane mein 🤣🤣🤣
bas mujhe banane samajh aya jisey meine banana (keella) parh liya. lo batao kiya bolo ab mein🤣.
breakfast mein kiya khayaaj. tere saare words mujhe google translator par check karne par rahe hain🤣
Mauje se grip b aur bann jayegi pair kii chapal me 🤣🤣
abhi bhi time hai. inlogo ko practiec karleni chahyiye. bina practice k maidan mein utar rahe hain. production kharab na hojae. 🤣
ya phir end time par machine band par gayi toh?🤣
Arre machine band nahi padega, i meant that I don't want any fish in the jharna!
aankhe chaundhiyaa gai bro itne lambe lambe words parhne me😕😕Originally posted by: arya212002
Siddhanthik gyaan bahut kaam aayega aapke prayogik anubhav ko aur aamodhajanak banane mein 🤣🤣🤣
Anupama se kam inspired ho tu plzz