Omg really. Kya yaar Riya bola nahi tunne. Ek thread pe khaate hai sot.... Itna paraya kardiya. 🌝🌝
Arre ekbaar mai woh quiz game me participate kiya tha na ..... Udhar ek clue wala game tha nd uska ek clue pandya store ke thread me tha nd udhar inn riyaa mem ka mast edit dekha tha shivi couple pe 🤣🤣😂😂..... Aur kya bhar bhar ke tareefein ki thi unki 🤭🤭