Originally posted by: Rani_Sahiba
Eik toh mai word dekh ke itni nervous ho jaati hu ki sab bhul jaati hoon😆
Maine R word diya tha toh mujhe laga tum kuch radhe krishna wala Bhajan r se shuru hone wala likh paaogi.
🏏IPL 2026: MI vs RCB, 20th Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
🏏IPL 2026: SRH vs RR, 21st Match,Hyderabad 13 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: LSG vs GT, 19th Match, Ekana Cricket Stadium, Lucknow🏏
Favourite Songs of Asha Bhosle 💖💙🩷💛💜❤️💖
12.4 and 13.4 episodes
A Film Doesn’t Feel Like Propaganda If You Never Pause to Notice
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 41
NASHIK MNC Jihad
Originally posted by: Rani_Sahiba
Eik toh mai word dekh ke itni nervous ho jaati hu ki sab bhul jaati hoon😆
Maine R word diya tha toh mujhe laga tum kuch radhe krishna wala Bhajan r se shuru hone wala likh paaogi.
Originally posted by: kavya1994
Aise cheezon me liye mahool bhi lagta hain, mere zubaan pe aaj bhi 'Aao baachho tumhe Dikhayein Jhaaki Hindustan Ki' yeh gaana rehta hain, kabhi bhi antakshari mein achanak se agar mujhe Aa se gane bol do toh sabse pehle yahi gaana aata hain dimaag mein
Iss baar Ayesha ne gaa diya warna main toh yahi likhne wali thi
Yeh allowed tha😂😂
Nahin yaar ab shaadi mein maatam ka mahaul nahi rakh sakte na, sabko pasand nahin aata hai isiliye mai avoid karti hoon😂😂
Warna bhajan koi start kare toh mai bhi gaa loon😂😂
Waise tune sune wo jo maine send kiye the😂
Originally posted by: kavya1994
Maine R word diya tha toh mujhe laga tum kuch radhe krishna wala Bhajan r se shuru hone wala likh paaogi.
Ab dena ab karungi😂
Originally posted by: Rani_Sahiba
Yeh allowed tha😂😂
Nahin yaar ab shaadi mein maatam ka mahaul nahi rakh sakte na, sabko pasand nahin aata hai isiliye mai avoid karti hoon😂😂
Warna bhajan koi start kare toh mai bhi gaa loon😂😂
Waise tune sune wo jo maine send kiye the😂
Krishna gaatha waala link suna,
Lovely dear❤️😛
Thank you🤗
Poetry bhi sunna they are awesome❤️
Mahabharat ki kaafi poetries hai and Draupadi par toh bohot mast hai❤️
Originally posted by: kavya1994
Yeh dono suna hai tumne
First wala haan,
Second wala check karna padega.
Thanks for sharing ❤️
Originally posted by: Rani_Sahiba
First wala haan,
Second wala check karna padega.
Thanks for sharing ❤️
Second wala fast beats hain.
Time mile toh sunna zyada badi nahi hai sirf ek hi hai jo 16 minutes ki hai warna mostly 5 minutes se bhi kam ki hai.