birla family entertaining hai. And Goenka puri irritating 🤣🤣🤣🤣 kairav ko show se bhagao koi. Arohi ka baad mai dekhte hai kya karna hai phele ish kairav ko bhagao 🤣🤣🤣🤣Originally posted by: Amru4krish
This was epic 🤣
Parths like band bhaje log practice kar rahe hein... Inki band bhajgayi... Bahar kya aur band..... 🤣
Harsh tho fulltu funny tha aaj.....😆