Originally posted by: Rani_Sahiba
KarMi ke Appreciation Thread pe hardik swagat hai jolly 🤗❤️
Thank-youu aur sabko bada waala Hiiiiiiii
One paagal reporting😆
🏏IPL 2026 Match 7th CSK vs PBKS at Chennai🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
MEHERs TRAP 3.4
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
Originally posted by: Rani_Sahiba
KarMi ke Appreciation Thread pe hardik swagat hai jolly 🤗❤️
Thank-youu aur sabko bada waala Hiiiiiiii
One paagal reporting😆
Originally posted by: peacenfun
Chot bhi lagi thi na Monu ko, Karan panicked also
Makers to fans- Aur kya chahiye, list bana do🤣
list bana di toh AT khatam ho jayegi..😁
woh wali nahi,jaise ki knife wound ya kuch in fight..
maybe something is about to hit Karan and she deflects it and gets hurt ..
bahut scenarios hai mere paas🤪
Originally posted by: Not_James_bond
Yaar tum toh paani ka picha paad gayi ho.😂😂😂😂
I've already told you that paani is not confirmed.😂😂😂😂
main phir tumhare peeche padugi agar hua nahi toh..,😂 for false hope🤪
Hi dear, welcome🤗❤️
Don't worry hum sab bhi yahan pagal hi hai🤣
Hi,
Welcome 😁
Dont worry we all are equally mad .😜
maine bhi yahi bola .
all mad people think alike..😂🤪
Originally posted by: mineforever
main phir tumhare peeche padugi agar hua nahi toh..,😂 for false hope🤪
Maina kaaha tha scene hain 😂😂😂 jo ki hoga maybe gufa main ho yaa gufa ka bahar par hoga zaroor.😂😂😂
Kya hain kaisa , konsa yeh nahi paata.😂😂😂
Yeh paani ka tumne aapne aap khichadi pakai hain.😂😂😂
Maina kaaha shayad not sure.😂🤪🤪🤪
Originally posted by: Not_James_bond
Maina kaaha tha scene hain 😂😂😂 jo ki hoga maybe gufa main ho yaa gufa ka bahar par hoga zaroor.😂😂😂
Kya hain kaisa , konsa yeh nahi paata.😂😂😂
Yeh paani ka tumne aapne aap khichadi pakai hain.😂😂😂
Maina kaaha shayad not sure.😂🤪🤪🤪
😂😂😂
yeh kal jaldi aaye toh pata chalein..
kitna wait karna pad raha hai..☹️
daurega yeh bhi..
Aneesh ko phir shock ki zaroorat padegi to recover from it..😁
Originally posted by: mineforever
daurega yeh bhi..
Aneesh ko phir shock ki zaroorat padegi to recover it..😁
Faizi in bg 'yeh dono pagle hai ek-dusre se itna pyaar karte hai ki reh nahi sakte ek-dusre ke bina'😈