Originally posted by: Nothingatall
I think isne uttaran m acting kiya h pehle aur wo show m kya kya bakwas hua tha lmao
Do u knw yeh rishton ka chakravyuh me bhi tha nd usme iski 2 biwiyaan thi ek narayani nd dusri sangita nd uska illegtimate child bhi tha sangita se nd ab yaha gyaan pel rahaa hai
Btw neon agar yeh swarnghar me sangita ka beta banega toh kitna weird hoga as chakravyuh me yeh sangita ka pati/lover tha 😂😂😂😂😂