Guy, Black jacket wala scene edit maar diya aur uski jagah pe bakwas family scene daal diya 🤧🤧🤧🤧🤧 Aaj ka pura episode itna fast dikhya.i wish yeh track fast dekha kar gyab kar dete.
Kairav ka consent scene kyu dikhte hai pura waste lagta hai.kyu manbudhi ko phir bhi akal nahi ahyegi ki aksu Ko kya chahiye tha.
Director abhira scene kha kar pura bakwas episode present kiya.
PS. Next week se phele photo ka kuch nahi hone wala. Aaj ka episode full to waste. BTW kis kis ne 6baje apni nead kharab ki yeh soch ke ki aaj mast abhira scene ahyega? Editing department ne sab khrab kar diya 🤧🤧🤧🤧🤧😭😭😭😭🤣🤣🤣🤣🤣
36