Originally posted by: Amphitrite
Tumsab aajkal itna kya karte ho AT par?
Kuch zyaada nahi mrs batra ki Desi style khatirdaari of mr batra ki tarif.
Karan ka badle andaaz ki taarif 🥴 ab kya hi kaare zulum iss masoom jaan pai itna ki koi daawa ya duwa bhi asar na kaare.
Aur Monami sach main sudhar gaayi hain yaa nahi iss baat ka assurance lena ka liya neighbour ka microscope 🔬🔬. Ki chori.😂😂