Haa na..Originally posted by: rekha_crm
Kabhi kabhi ho jaata hai galti se..
Haan of course waste toh nahi kar sakte.. 😆
Mujhe bahut gussa aa raha tha cancel karne ki jagah ek month aur badh gya..
Ab kuch na kuch dekhna padega paise wasool karne k liye 😆