Originally posted by: Not_James_bond
Aare yaar hum pavitra staan par retirement ka baad jayenga filaal tony Kakkar ka ganno pai comment kar kar ke pareshaan karenga.😂😂😂
Ussa koi ghanta farak padta hain par meri vocabulary zaroor badti hian.😂😂
Aur yaar we are just having fun bodhianvenshika and me dono thak gaaye tha waahi karan aur Monu ka non existent love affair ka baare main baat karke.😂😂
Par ab tune kaaha toh phir waahi baasi roti aur namak kha lenga show ki.😂😂😂
Ye toh sahi kaha unka affair toh non existent hi h😂😂