Originally posted by: Sampada001
haa naya aaya hai
Wahi mai bol rahi hu naya aya hai
Sayu to gussa karne me busy hai π€£
🏏IPL 2026: RCB vs KKR, 57th Match, at Raipur🏏
🏏IPL 2026: PBKS vs MI, 58th Match, Dharamsala on 14/05/2026🏏
Alia Bhatt gets ignored by media at Cannes Red Carpet!
Yeh rishta boring and bland kehlata hai
Anupamaa 13 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Did Alia Bhatt Crush Visiting Card
Episode dtd 14.5
Anupamaa 14 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Originally posted by: Sampada001
haa naya aaya hai
Wahi mai bol rahi hu naya aya hai
Sayu to gussa karne me busy hai π€£
haa naa.... Refresh karke battery chali gayi meri.. Fir bhi ep nhi aayaYe aisa konsa tir maar raha hai be aaj ke episode mai jo etna suspense bana ke rakha hai Vootiye ne.. π‘
abb konsa naya aya be..
Wahi to hai jo Purvi ko Anjali ka mesg dikhata hai woh wala..
Naya aya hai
Pur bhag gaye
Prakashi anjali ke bachche ko marna chahti hai
aaya... Hai dekh lo pir bhaag gayi..
abb konsa naya aya be..
Wahi to hai jo Purvi ko Anjali ka mesg dikhata hai woh wala..
Golu ko anju ke bacche ko marna hai
Excitement dekho episode dekhni ki π€£π€ͺ
Yrrr vaise voot pe precap aya hai kya ?
Haan pagla gaya hai vootiya... Aage ka precap aa gaya lekin aaj ka episode nahi aaya..
vootiya π kabhi nhi sudhregaOriginally posted by: ReenVora
Haan pagla gaya hai vootiya... Aage ka precap aa gaya lekin aaj ka episode nahi aaya..
ha ruk abhi aya hai kuch..
Shadiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii.......................... π‘π‘π‘
Abb renu ki shadi karawayega.. π‘
Originally posted by: ReenVora
Haan pagla gaya hai vootiya... Aage ka precap aa gaya lekin aaj ka episode nahi aaya..
Vootiya esa karta hai
Koi baat nai ππ
Ye aisa konsa tir maar raha hai be aaj ke episode mai jo etna suspense bana ke rakha hai Vootiye ne.. π‘
Itna wait kar rahe hai... Aisa naa ho khode pahad aur nikle chuha
ha ruk abhi aya hai kuch..
Shadiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii.......................... π‘π‘π‘
Abb renu ki shadi karawayega.. π‘
Bullet train dekh kya chalaye hai ππππππ