Mujhe tujhse baat hi nahi karni bro.... gussa hu main tujhse 🤔😭
Main ja raha hu BalaG bro ke paas.
🏏IPL 2026 Match 7th CSK vs PBKS at Chennai🏏
🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
MEHERs TRAP 3.4
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
Mujhe tujhse baat hi nahi karni bro.... gussa hu main tujhse 🤔😭
Main ja raha hu BalaG bro ke paas.
Originally posted by: Not_James_bond
Oyy yeh aisi gala karke don't blackmail my monu , varna Sanju gaayi haath sa.😂
Aisa bologe toh Monu ko bhi bhool jaao.
Originally posted by: kavya1994
Karan, feelings ke baare mein Bro tumse zyada jaanta hain, toh tum chup raho aur usse Sanju ke noodles banane bhejo, warna woh KundanJi tumhari dost Sanju ki Doli utha le jayega.
Oyy my jaani , I so love u par hain toh apna hi yaar naa dekh apni tu tu main main apni jaaga par meri behen ki Doli sid G ka hi angne jayegi.😂😂😂😂
Originally posted by: Chir-Cute
Mujhe tujhse baat hi nahi karni bro.... gussa hu main tujhse 🤔😭
Main ja raha hu BalaG bro ke paas.
Tere liye mein Karan se lad rahi hu aur tu hi aise bol raha hain.😒😭
Originally posted by: Chir-Cute
Mujhe tujhse baat hi nahi karni bro.... gussa hu main tujhse 🤔😭
Main ja raha hu BalaG bro ke paas.
Bala… shaitan ka sala is here aapne yaad kiya sid bhaiji
Bala ab tu Sid ko apne utpatang skills mat sikha dena.
Ut-pataang kya Doctor madam tala todna hi toh sikhaya or uss skill se aapki madad bhi ki thi na Bala ne🥺
Ut-pataang kya Doctor madam tala todna hi toh sikhaya or uss skill se aapki madad bhi ki thi na Bala ne🥺
Karan se daant padne se baal-baal bache hain Bala, aur tujhse behtar kon jaanta hain Karan kya-kya kar sakta hain...
Originally posted by: kavya1994
Karan se daant padne se baal-baal bache hain Bala, aur tujhse behtar kon jaanta hain Karan kya-kya kar sakta hain...
😰😰😰
Karan bhaiji se toh bach ke rehna chahie Doctor madam aap unhe mat batana maine sid bhaiji ko tala todna sikhaya hai😰
Warna aaj Bala - aagaya shaitan ka sala ka aaj aakhri din hoga iss duniya mein 😞
Yo BalaG bro... kaha tha tu? Yaar tere iss Karan bhaiji ne na mere dimaag ka yogurt bana rakha hai... Matlab main SidG, masterchef se kahe raha hai ki mujhe Maggi nahi pata...like seriously??? Aur to aur jab dekho Sanju ko lekar dhamki deta raheta.... i just wanna chuck it all yaar 😔
Monu bro se bhi zyada kuch kahe nahi sakta.... mad ho gayi hai uske love mein. Mere kuch kahene se kahi unka jhagda na ho jaye 🥺😔😔