That was worth it
🏏IPL 2026: Rajasthan Royals vs Delhi Capitals, 43rd Match Jaipur🏏
ANGER & GUILT 01.5
King video/ pictures leaked- Shah Rukh Khan and Deepika Padukone
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Banner Contest #16
22 Years Of Main Hoon Na
🏏IPL 2026: CSK vs Mumbai Indians, 44th Match, Chennai🏏
That was worth it
Us din pata nhi kya hua tha, Sare mood me the
Kuch chad gaya tha sab pe 🤣🤣
Socho agar sayu and shikha hote to kya kya hota
Kuch chad gaya tha sab pe 🤣🤣
Socho agar sayu and shikha hote to kya kya hota
Bawal double hota🤣
Us din wali mahfil kabhi kabhi hi hoti hai
Like sab sudha mukhi per giri thi🤣
Kuch chad gaya tha sab pe 🤣🤣
Socho agar sayu and shikha hote to kya kya hota
Hum dono ko toh pakka forum nikaala mil jaata🤣🤣
Originally posted by: pallavi_p28
Mai bahar gai thi, aakar forum check kita to 18+ thread. Maine pucha bhi ye thread
18+ kab hua
Sab has rahe the😞
Matlab tujhe kuchh naa pata tha?...arre dhat tere ki
Yaar maine aur sayu ne kitna miss kar diya ....shit😭
Originally posted by: pallavi_p28
Bawal double hota🤣
Us din wali mahfil kabhi kabhi hi hoti hai
Like sab sudha mukhi per giri thi🤣
Yaar...mai bohot darr darr ke likhti hoon..pata nahi kab warning mil jaaye🤣
Nahi toh yahaan roz bawaal ho jaaye🤣
Originally posted by: ShikhaHans
Matlab tujhe kuchh naa pata tha?...arre dhat tere ki
Yaar maine aur sayu ne kitna miss kar diya ....shit😭
Tum dono hote to nezu ko daant nhi padti shayad🤣
Haan shaayad nezu bachh jaati🤣
Originally posted by: ShikhaHans
Yaar...mai bohot darr darr ke likhti hoon..pata nahi kab warning mil jaaye🤣
Nahi toh yahaan roz bawaal ho jaaye🤣
Main bhi.. Beech beech mein thread ka naam check kar leti hu .. Bada dar lagta hai warning se