kya kuch naiOriginally posted by: Jaspreet96
Yaar ek baat batau..aaj sab yhi gaana kyu sunn rhe hai??
Acha theek hai..aage se mein esse content ko mature kardungi and aapko phir bhi tag karungi😂😂😂
Mai ghr ate time sun rahi thi ye song aram se 😳
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Beautiful song; track of the year is here
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
kya kuch naiOriginally posted by: Jaspreet96
Yaar ek baat batau..aaj sab yhi gaana kyu sunn rhe hai??
Acha theek hai..aage se mein esse content ko mature kardungi and aapko phir bhi tag karungi😂😂😂
Mai ghr ate time sun rahi thi ye song aram se 😳
Ye manasi aur sau..subaah se mujhe shaheed kar rhe hai😂
Ye wada pav gang 😈
Itne achche gaane ko barbaad karogi toh gaaliyan hi padegi na😆
Yeh kya naam rakha hai😆
Tum Dilliwalon ko har cheez mein khana hi dikhta hai🤣
Khud ki soch gandi
Dusro ko bolne chale 😈
Arey enjoy the vibe 😎
Originally posted by: Manasi_16
Yeh kya naam rakha hai😆
Tum Dilliwalon ko har cheez mein khana hi dikhta hai🤣
Ab kya kare
Khana is lob 😌😌😌😌
Haan Woh toh I agree...food is the real joy of life😆😳
Originally posted by: Manasi_16
Yeh kya naam rakha hai😆
Tum Dilliwalon ko har cheez mein khana hi dikhta hai🤣
Oyye..wada pav ka koi mazaak nahi udaayega😆.wada pav bhagwaan ka diya hua naayab tohfa hai hame🤣...
Mannu..yeh dahi bhalla wale kya samjhenge wadapav ki importance😆😆
Originally posted by: ShikhaHans
Oyye..wada pav ka koi mazaak nahi udaayega😆.wada pav bhagwaan ka diya hua naayab tohfa hai hame🤣...
Mannu..yeh dahi bhalla wale kya samjhenge wadapav ki importance😆😆
Hum momos wale hai