mujhe nahi lagta iss baar aisa kuch hoga.. Hona hota to abhi ho jaata na di... Par abhi nahi hua to ab mujhe nahi lagta ki pur KK ke jaal mai fasegi ab..🙄
🏏 IPL 2026: Match 6 KKR vs SRH at Eden Gardens🏏
🏏IPL 2026 Match 7th CSK vs PBKS at Chennai🏏
MEHERs TRAP 3.4
AR s nth RISTA 2.4
What did Amar mean by this lol
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi
mujhe nahi lagta iss baar aisa kuch hoga.. Hona hota to abhi ho jaata na di... Par abhi nahi hua to ab mujhe nahi lagta ki pur KK ke jaal mai fasegi ab..🙄
Nahi banegi iss baar...
mujhe nahi lagta iss baar aisa kuch hoga.. Hona hota to abhi ho jaata na di... Par abhi nahi hua to ab mujhe nahi lagta ki pur KK ke jaal mai fasegi ab..🙄
Mujhe bhi lagaa ki woh strong ban gayi ab jawab degi sab ka lekin choti Mukhiyain boli toh dar rahi hu main
abhi usko sacchai nahi pata hai na... Ab agar kuch karne ka try karegi to pata to chal hii jaayega pur ko kyunki ab rk baat to saaf hai ki pur ko pata hai vir uska hai.. Goa mai yahi sabse bada siyaapa tha ki vir pur ka nahi tha.. Par ab to puri tarah se uska hai to no doubt ki jarurat padene par KK ke khilaaf hogi hii ye.. 🙄Originally posted by: ReenVora
Mujhe bhi lagaa ki woh strong ban gayi ab jawab degi sab ka lekin choti Mukhiyain boli toh dar rahi hu main
Guys . Purvi is getting new lehega collection.. 😳
Guys . Purvi is getting new lehega collection.. 😳
Haan...pooja mein and precap mein wohi notice kiya maine...plus bed wala bts bhi..
abhi usko sacchai nahi pata hai na... Ab agar kuch karne ka try karegi to pata to chal hii jaayega pur ko kyunki ab rk baat to saaf hai ki pur ko pata hai vir uska hai.. Goa mai yahi sabse bada siyaapa tha ki vir pur ka nahi tha.. Par ab to puri tarah se uska hai to no doubt ki jarurat padene par KK ke khilaaf hogi hii ye.. 🙄
Aur fir baby bhi to hai..
Pur sab seh lege . But baby ko kuch nahi hone degi..
Anjali ki tehkhane mai daal diya tha.. jaise hi pur ko pata chale ki KK Vir pe dore daal rahi hai, yaar uske baby ko harm karegi, sherni firse dahadegi.. 🥳
yes..sirf sacchai pata chalne ki der hai.. Fir khud ghar se bahar karegi..🤩
Aur fir baby bhi to hai..
Pur sab seh lege . But baby ko kuch nahi hone degi..
Anjali ki tehkhane mai daal diya tha.. jaise hi pur ko pata chale ki KK Vir pe dore daal rahi hai, yaar uske baby ko harm karegi, sherni firse dahadegi.. 🥳
Yaar..mujhe batao kya lagta hai tum logo ko...babies ki SR...pregnancy track ke beech mein hogi kua??
pata nahi.. Sach kahu to mujhe to bahut ajib hii lag raha hai.. SR ke bina surrogacy wala le aaye...sonali ko pata to hai na ki SR nahi hui hai..🙄Originally posted by: ShikhaHans
Yaar..mujhe batao kya lagta hai tum logo ko...babies ki SR...pregnancy track ke beech mein hogi kua??