Bola tha maine yeh ladki chalak lombadi hai 😠 😠 hum raghav galath samjh rahe the ki esha ke liye uska feelings phir se jaag gayi 😢😢😢 obviously Raghav ne jo kiya galath hai 🥺🥺 pallavi ne bola tha raghav ko mat piyaa karo itna ki handle nahi kar pao. Kisne kaha tha uss lombdi ki baaton mein aake itna peene ko 😠😠 ho gaya na ghaand ab pukto 😢😢😢 lekin ghamandi Rao ne apna saree ka dukhan samjh raha tha. Woh chalak lombdi mokke ka faidaa uttaya 😠😠😠😠😠 abhi bhi mujhe nahi lagta abhi bhi kuch hua hoga 🥺 pallavi bhi raghav se mil nahi payi 🥺🥺 upar se sunny ko pata chal gaya esha raghav ek saath the 😠😠😠 ab padkkega pallavi ko raghav ke khilaf 😥😥
Dekhthe hain aage kya hota hai 😢