Haa dekha na.. Sri di ne upadre diya to dekh liya jaake..😛😆
Pura episode viru hii tha.. 🤩🥳
Purvir scene itna pyaara tha na.. Viru yaar.. Itna pyaara kyu hai ye.. 🤧🤧
Aur vo hug.. 🤧❤
Yaar ye mukhi na iski chaudpanti jaati hii nahi... Aise tount maar raha tha na uss KS ko....prakashi ko jis chij ke liye sunaya KS ko ussi par tuont maar raha tha..🤣🤣
Yaar ye pracap aur episode ka kuch jam hii nahi raha.. Precap mai dikhaya ki viru bawari pe trust na kar raha par yaha to bilkul hii ulta tha.. To aisa precap dete hii kyu hai ki usse fans bhaag jaaye dekh kar.. 🤦♀️
Par ek baat to fix hai.. Ye arjun ka plan kuch aur hai...KK ke, saath mila hua lagta hai mujhe to..KK ka role pata nahi isme dikh raha hai... Ye bacche hii chahta hai.. Aaj kahi na kahi yahi hint mil raha tha... Aaj ke episode ka highlight hii ye tha viru ka bawari par trust aur bacchon ki custody....viru aaj baar baar keh raha tha ki usse bawari par pura trust hai...pur se kaha...KS se kaha.aur last mai court mai bhi kaha... Mujhe lagta hai ye viru ka trust todega pehle bawari par se aur bacche to vaise hii uske ho jaayenge agar bawari mil gayi to kyunki aaj viru ne paper banva liye hai KS se.. 🙄
Aur mujhe lagta hai issi baat ka fayda KK uthayegi.. Viru ko aur bhadhka kar..🙄kya ho raha hai.. Sab itna confusing hai na.. Kuch samjh nahi aa raha..
Yaar ye KK wala angle bhi thoda suspicious hai... Pata nahi kyu par lag raha hai.. KK ka haath hai inn sab mai. Daya Kuch to gadbad hai.. 🙄
Edited by kenika - 4 years ago