BS ka problem ha k ise gussa aa jae to bewajah chirchira ho jata haš bas use mein jo samne aa jae woh Nishana bun jata ha malini jab girne lage woh apne jugah khara tha koe fikar nae dikheš Matlab office ka gussa nikalna k lia excuse chahea tha woh mil gya to imlie ko daant dea š