Arey yeh Sab TV ko ho kia gaya hai.ZDMN-0.5,Hero-0.3, TYHM-0.4 and Maddam Sir-0.5.Lagta hai Juhi naam ka grahan lag gaya hai SAB TV ko.Waise aaj Juhiya khush toh bohot hogi
.But Juhi ka favourite Shubh Laabh is third high rated show of Sab TV.Shubh Laabh kahi nahi jaa raha hai Juhi😉.

.BB mein jail track and Bondita ka apna pati babu ka liye lawyer baana kam aaya and BV2 mein supernatural and Juhi ki balveer ka sach batana ki woh Anandi ka pati hai kam aaya.Thora badal mein shaadi track,the FL father's death and Arjun ka sach samne aane ka wajah se 1.4 tak increase hoya.Nima decreases.CS mein bacha track kam kar raha hai sayad.Pata nahi uss buddhiya ko bacha kyu chahiye.Uddariyan beyhaad acha kar raha with 2.9+ TRP in late evening 7 pm slot😊.
0