Originally posted by: darkchocolates
Abhi ITV pe yahi chal raha hai sadly...π΅π
And chances yahi milne ke hai...π€’π€’
high chances hai iske... Saare TRP topper ka yahi track hai.. To humare wale mai bhi.. Par ek baat ye bhi hai ki.. Unke wale fans ne ye accept kar liya hai.. Humare wale to danga kar denge.. Agar kuch galat kiya to... VPS ka character ki thodi unch nich hui.. Amar fans ne hungama khada kar dena hai..πππ
Humare wale ne to KK ko uss waqt bhi nahi pasand kiya tha.. Agar iss baar bhi kuch accha na hua na to ekta tak ko tag karke pareshaan kar denge.. Gaali padegi sidhi ekta ko..π€
Edited by kenika - 4 years ago