Dosto ek dialogue ney mujhe khush kar diya
“imlie humari patni “
lakin yeh dukhi karne wala precap yar
yeh kaise kyu kya imlie trust Nahi Karti Adi pe ki woh aisa Nahi kar sakta ..
Waise end mein toh aisa hi hona hai .. but imlie was crying toh acha Nahi laga
kya khayal hai