Patralekha Samrat ka utsah badha rahi thi. Aisa gharwale bolte hain. Lekin agar unhone Patralekha ko Samrat ka utsah badhate dekha to beech mein jab wo galaa faad faad kar Virat Virat chilla rahi thi to kisi ne suna nahi 🤔🤔
Kamaal ke log hain with selective hearing🤣