Originally posted by: UNIK_GR8
Itna paisa daan kiya hota toh 7 janamo ka punya mil jata.
Nhi yaar yeh kya faltu ka gift diya h koi aisa gift dena chahiye na jo kaam aaye pr nhi.
Par mujhe ek baat batao in celebs ko gift dene ki jarurat hi kya hai šš.... Woh inpe thukenge bhi nhi paas se jaayenge toh
Toh aisa bhi kya pyaar yaar šš.... Isse accha kitne gareeb log hote hai unko help karo
0