Are Jab Sudha aur D ke shadi ki baat chal rahi thi to someone said saba loves wedding.. then I said ye saba ajeeb ajeeb jodiya banati hai.. to Chandu aur mama sarkar ki bhi bana de.. 😂😂
Abb maine ye repeat iss liye kiya aaj kal saba bade chakkar lagati hai forum ke.. 🤣 ye idea le liya na to manne iska credit chahiye.. 🤪🤪🤣🤣🤣
Mama sarkar & Nani. Hashtag - Mani😊
Chandni & Aarav - # Charav
Sudha & Daksh - #Suda
Priyu & Veer - #Peer 🤣