Originally posted by: GinniAARAFAN
🤣🤣
woh kitna chauk gaya tha use laga yeh KIsi bisi to nahi kar rahi hai......🤣
Yeh Romantic scene mein bhi Chaukane wala mast expression deta hai..........🤣
Vo bichara kya kare.... Jb jawani chadi hi thi ki.... Bondita se shadi ho gyi.... Ab bhul gya h vo.... Bondita ka nya nya h... Vo karegi initiate.... But baki sb to ani hi karega.... You know what I mean 🙈🙈🙈🙈🙈🙈🙈