Originally posted by: Sau25
She (Saba) said it was Graceful exit for her.. duhh.. 🙄
Ismai konsi grace thi.. muze bhi accha na laga . Ya to usse full fledge villan hi bana dete. Ya to SHAKSHATKAR ho jata use PurVir ke pyaar Ka.
Nahi kiya na
Bechari KK 🤧🤧🤧🤧
Hope so jaha bhi ho khush ho aur wapas na aye
Yaha pe bhi age factor leke ate, accha scope tha Yaha bhi..
Ane ko to har jagah ajata
Lekin naa, ye do baddde wale bacche gusadane the beech Mai...
Ab kya hi bole
Aur Woh Vir ke bacche kyu dikhaye Woh to muze pata na Chala..
I was hoping for many days after their entry ki they might be KK's your get sibling, jinko Vir be baccho lo Tarah Pala hai . This might be the RAZZ...
Lekin uska bhi kaand bana diya . Bana diya Vir ko aur do baccho Ka baap.. 😣😣