Originally posted by: Ocean_of_waves
Didi na sahi, maasi se chai mangvani padi. Pata nahi piya bhi ya nahi😆
Aur mujhe to Nawaz k Kaunsi chai? par bhi Shaq ho raha hai😆
part 2 ke end mein navaaz and akshi were preparing to leave ,toh yeh part 3 mein kya dikhane wala hai 😆
navaaz ne kaunsi chai kab bola??😆