Originally posted by: IamRaj96
Harsha yaha pe mata anusaya bola hai nd tumhe toh pata hi hoga mata anusaya ki pariksha lene ke liye ek baar tridev jaate hai nd tab woh ekdum baby ban jate hai nd thik uske baad unn teeno ki trimurti ko gurudev datta ki birth hoti hai but yaha yeh kuch alag hi dikha rahe hai
Yaha sirf shivji unke baal putra bane hai aisa dikha rahe hai
Maine Mata anusaya suna to wahi socha ki tridev to new born me hi teen bachho ka ek bachhe me parivartan hota hai aur wo tridev apne koi bhi real avtaar me nhi the to ye shiv ji ki kaunse angle se story bata rahe hai??
Waise to ye log Ka bs chale to khud ka story banakar chipka de.

1